Ladkiyan
saib kay darakh kay saibki taran hoti hain. Achi
wali unchai pr hoti hain. Ladkay achay walay nahin torna chahatay kyunkay unhay darr
hota hai kay
woh girr jaen gay aur choat aa jaey gii. Woh phir burri
walon ko pasand karnay lagtay
hain kyunki aasaan hota hai. Toh jo unchay saib hotay hain, woh sochnay lagtay hain kay un may koi gharabi hai.....jabkay woh sabh say mazadaar hotay hain. Unko sirf sahi 'shahzaaday' ka intezaar karna parhay ga: jo unchay shaan wali aur jo unchay walon ko chun sakkay.
Flere anmeldelser om dette Ladkiyon Kay Andar